RANGIN HAVELI CHAPTER 4

 





          RANGIN HAVELI  CHAPTER  4





Aise hi kuch din bit gaye.. Yash kuch na kuch kaam se sara din bahar chala jata aur Archana bechari yaha akeli tanhai me ghutti rehti.. Haweli uske liye ek sone ka pinjra ban chuka tha jaha wo bebas chidiya ki tarah fas chuki thi.. Na kisi se keh sakti na seh sakti.. Upar se  jo drashya usne dekha tha wo ab bhi uske dimag me kai sawalo ko janm de raha tha.. Yash vakehi me Mard hai…. ya…. Kuch aur..???



Archana ki curosity ab badhne lagi thi.. Wo sach janna chahti thi.. itna to wo samaj hi chuki thi ki ab tak jo huva usme Yash kyo use puri tarah santust nahi kar pata tha.. Aurat ko santust karne ke liye ek asli takatvar Lund ki jarurat hoti hai.. Jo Yash ke pass to tha hi nahi.. Kya kudrat ne aisa majak kiya hoga uske sath?. Kya Raj parivaar me janm lenewala Yash aisi lulli leke peda huva hai?. Jo bhi ho Archana ne soch liya ki iska rasta to nikal na hi padega.. Ho na ho iske piche jarur kuch Raaz hai.. Aur wo use janke rahegi.. Sari jindgi wo aise ghut ghut ke to nahi jee sakti.. Akhir wo bhi ek Aurat hai.. Uske bhi kuch Jazbaat hai.. Kuch Aarmaan hai.





Ek din raat ko dinner ke waqt Manjuladevi ne Archana aur Yash se kaha.



Manjula – ” Yash kal tume aur Bahu ko jaldi taiyar hoke niche aana hai. ”



Yash – ” Kyo Maa? ”



Manjuladevi – ” Kal Gaon me jo barso Purana Mandir hai uska Saal-Mahotsav hai.. Tum to jante hi ho uss din bahut bada hawan hota hai.. Gaonwale bhi sab aate hai.. Harbar mein aur tere Papa hawan me bethte hai.. Iss bar hum chahte hai ki Tum dono betho. ”



Yash – ” Kya..! Hawan mein?. No no yaar.. Please..  Mujse itni der nahi betha jayega.. Aap aur Papa hi betho naa harbar ki tarah. ”



Manjula – ” Are aiss nahi chalta beta.. Ye hamara Riwaz hai.. Jab tak tum akele the tab tak mein aur tere Papa bethte the.. Magar ab tum bhi sadisuda ho.. Iss baar to tume aur bahu ko hi bethna hoga.. ”



Yash – ” Par Maa muje kal kuch urgent kaam se saher jana hai.. ”



Manjula – ” To.. parso chale jana.. Itna bhi kya urgent kaam hai ki ekdin hamare liye nahi nikal sakte.. Barso se hamara Raj Parivaar iss hawan me bethta aya hai.. Ab tumari bari hai.. ”


Yash – ” Par Maa… ”



Manjula – ” Par – bar kuch nahi.. Mene keh diya so keh diya.. Kal tume aur bahu ko Hawan me bethna hai.. Matlab bethna hai. ”



Manjuladevi ke zid ke aage Yash ki ek naa chali.. Archana bethe bethe chupchaap apni saas ki khasiyamanusi dekh rahi thi. Aur mann hi mann (Kitni Ziddi hai ye Aurat) aisa badbada rahi thi.. Bhanupratap bhi yash ko hawan me bethne ke liye samja rahe the.


Akhir me Yash ne bhi na chahte huve hawan me bethne ke liye haa keh di.. Kal subah jaldi uthna tha isliye wo aaj jaldi so gaye.



Dusre din Yash Archana se pehle jaag gaya aur naha ke taiyar hone laga.. Tab tak Archana bhi jaag chuki thi aur fresh hone chali gayi.



Yash kamre me taiyar ho raha tha ki tabhi Archana bathroom se daudti huvi Yash ke pass ayi.. Wo thoda haaf rahi thi.



Yash – ” Are kya huva.. Itna ghabra kyo gayi?.. Kuch huva kya?.. ”



Archana – ” Yash ek bahut badi problem ho gayi hai.. ”



Yash – ” Magar huva kya ye to batao?. ”



Archana – ” Mein Periods me aa gayi hu.. ”



Yash – ” Kyaa?.. Kab se?. ”



Archana – ” Abhi just.. Bathroom gayi tub huva.. ”



Yash – ” O God..!. Ab kya kare ?. Ye to musibat ho gayi. ”



Archana – ” Vahi to.. Harbaar to meri dates 5-10 ke bich hoti hai.. Pata nahi iss baar itni jaldi kaise ho gayi.. Ab to mein Puja me bhi nahi beth sakti. ”



Yash – ” Haa ye baat to tumari sahi hai.. To ab kya kare?. ”



Archana – ” Tum Mummy ji se ek baar baat karlo naa.. Muje kehne me sharm aati hai. ”



Yash – ” ok.. Mein baat karta hu. ”



Dono taiyar hoke niche aate hai.. Manjuladevi unki raah dekh rahi thi.. Bhanupratap abhi bhi apne kamre me taiyar ho rahe the.



Yash Manjuladevi ke pass jake sari baat batata hai ki Archana is waqt period me aa chuki hai isliye wo Puja me nahi beth sakegi.. Archana thik uske piche khadi unki baatein sun rahi thi. 



Yash ki baat sunke Manjuladevi ka munh bigad gaya.. Bahu ko bhi aaj ke din hi periods me aana tha.. Kitna accha din tha aaj ka.. Socha tha Mandir me honewale hawan me uska Beta aur Bahu bethege.. Naye Jode ko pura Gaon dekhega aur Ashirwad milega.. Par  Sab kiye par pani fir gaya.. Vaise bhi jab se Bahu iss Ghar me aayi hai tab se kuch na kuch apsagun to huva hi hai.


( Niyati – ” Apsagun to hoga hi naa budhiya.. Teri Bahu hai hi bahut badi chinal.. Jiske karname to tuje abhi dekhne baki hai.. Ha.. ha.. ha. )







Archana ne apni saas ka bigda munh fula chehra dekha.. Par wo kar bhi kya sakti thi.. Majbur thi.



Naste ke waqt Manjula ne Bhanupratap ko sari baat batayi.. Aur bataya ki aaj majburan unhe hi Puja me bethna padega.


Yash ne Manjula se kaha ki ab jab Archana Mandir nahi jaa sakti to wo bhi akela aake kya karega.. Wo saher jake apne kuch kaam nibta lega.. Manjula aur Bhanupratap ne sehmati dikhayi.



Sab log nasta karke bahar aa gaye.. Yash tab tak Car le aya aur tino usme beth gaye..Sivay Archana ke jise aaj akeli hi Haweli pe rehna pad raha tha.. Vaise Shanta bhi thi uske sath.. Archana vahi gate pe khadi thi aur wo log Mandir jane ke liye nikal pade.. Yash unhe Mandir drop karke sidha saher janewala tha.



Ab Haweli me sirf Archana aur Shanta hi the.. Karim kuch kaam se bahar gaya huva tha.. Archana haweli me hi idhar udhar tahel rahi thi.. Aur Bore ho rahi thi.. Shanta kitchen me kaam kar rahi thi.. Archana ne socha kyo naa thodi der bahar garden me ghum le.. Usne shanta se kaha ki wo Garden me kuch der tahelne jaa rahi hai.. Agar kuch kaam ho to bata dena.



Archana piche Phulo se mahekte Bagiche me pahuch gayi aur vaha tahelne lagi.. Usne ek behad khubsurat salwaar kameez pehni thi.. Aaj khusnuma mausam tha.. Rangberangi Phool suraj ki roshni me chamak rahe the.. Par Archana ke dil me to vahi andhera chaya huva tha.







Wo aisi hi tahel rahi thi ki samne ek bada sa ped dikha jispe kacche aam jul rahe the.. Archana ko kacche aam bahut pasand the.. Wo ekdam se khush ho gayi aur uss ped ke pass pahuch gayi.. Ped bahut ucha aur lamba tha.. Archana ne aam todne ki koshish ki par uske hath vaha tak pahuch nahi rahe the.. Usne apne pair aur upar kiye par nakam rahi.



Wo Mayush ho gayi ki aam kaise tode.. Tabhi use ek idea suja.. Wo ped pe chadne ki koshish karne lagi.. Ek choti si dali jul rahi thi aur wo use pakad ke ped pe chadne lagi.. Dhire dhire wo upar chadne me kamyab bhi huvi.. Wo ek badi dali pe beth gayi aur aam ko apni aur khichne ki koshish ki.. Par aam ab bhi uske hatho ki pakad me nahi aa rahe the.



Wo thoda aur jukne lagi.. Ki tabhi achanak Daal jor se tuti aur Archana ka balance fisal gaya.. 



– ” DHADAAAAAAAAMMM….”


awaj ke sath wo jor se sidha jamin pe giri aur uski chikh nikal gayi..


– ” Aaaaaahhhhhhh… Oohh.. Maaaaaa.. ”



Wo jamin pe pade pade dard se karhane lagi.. Uske hatho me behad chot ayi thi.. Tabhi use ek awaj sunai di.. Koi jaldi se daudte huve uski aur aata huva najar aya.



– ” Are.. Choti Malkin.. Choti Malkin.. Aap thik to hai naa..? ”



Wo shanta thi.. Jo jaldi se uski taraf aa rahi thi.. Archana vahi pade pade kasmasa rahi thi.. Shanta ne aake use sahara diya aur khadi kiya.



Shanta – ”  Malkin aap thik to hai naa?. ”



Archana – ” Ha… Aahhhh.. Mein.. Mein thik hu.. Ssss..aahh ”



Shanta – ” Are aapko to bahut chot lagi hai.. Jaldi se Haweli me chaliye me apko dawai laga deti hu. ”



Shanta ne use kandha diya aur use Haweli ke andar le gayi.PART – 9


Raat ko Yash bahut late aya.. Tabtak sab log soo chuke the.. Sivay Archana ke jo bistar pe aankhe bandh karke sone ka dikhava kar rahi thi.. Yash ne use disturb nahi kiya aur bagal me soo gaya.



Archana ka ab mann bhi nahi ho raha tha ki wo palat kar apne pati ki aur dekhe.. Kyoki jo sacchai aaj use pata chali thi usse uske dil ko bahut thes pahuchi thi.. Jisse wo pyaar karti thi wo itna bada Dhokhebaaj niklega ye to kabhi sapne me bhi nahi socha tha.. Aaj Yash ke prati uske dil me pyaar ki jagah gussa aur kayi sawal the.. Jo use bicchu ki tarah kaat rahe the.. Periods ke dard se bhi jyada dard uske dil me ho raha tha.. Aur hota bhi kyo nahi jiss aurat ka pati aisa Nitthalla aur Namard ho.. Jo apni biwi ko thik se santust bhi naa kar pata ho.. Uski biwio ko Raat ko jagne ke alawa aur koi chara hi nahi rehta.



Aise hi aise din bitne lage.. Yash ka dhyan ab jyadar apne business ke kamo me rehne laga.. Aur Archana akeli apni Tanhai me ghutne lagi.. Kabhi kabhi wo akele me roo bhi leti.. Par uska dard sunnewala koi nahi tha.. Uski icchaye andar hi andar dab ke marne lagi thi.. Kayi baar usne socha bhi ki Yash ke sath beth ke iss bare me baat karle.. Par uss Chodu saale ko apne business ke kamo se Fursat hi kaha thi jo apni Biwi ko waqt de pata.. Aur Waqt deta bhi to kya kar leta.. Apni Choti si lulli se wo Archana ki chut ko thik se thok bhi nahi pata tha.






Kuch dino baad Yash ka Birthday aaya.. Archana aaj thodi jaldi uth gayi.. Fatafat nahake fresh hoke wo mast taiyar ho gayi.. Yash bistar pe soya huva tha.. Archana uske pass gayi aur baju me bethke uske mathe ko chumte huve bade pyaar se jagaya.. Yash ne apni aankhe kholi to Archana bade pyaar se uska sir sehla rahi thi.



Archana – ” Good Morning.. Jaanu.. Happy Birthday.. ”



Yash – ” Thanks so much my Sweetheart.. ”


Kehte huve Yash ne Archano ko apni baanho me le liya aur kiss karne laga.. Archana bhi uska sath dene lagi.. aajke din wo sari baate bhula dena chahti thi.. Ye jante huve bhi wo ek Namard – Dhokhebaaz ki biwi hai.






Archana ne uske chehre ko bade pyaar se chuma.. Akhir tha to wo uska Pati hi.. Sath phere liye the uske sath.. Aaj wo ek adarsh patni ki tarah apne pati ko pura pyaar dena chahti thi.. Yash uske hotho ko chusne laga.. 15 – 20 minute tak wo dono ek dusre ko lipte rahe.. Archana ka iss waqt bahut mann kar raha tha ki wo apne sare kapde utarde aur Yash ko apne andar sama le.. Par wo janti thi ki ye mumkin nahi tha.. Isliye khud ko control kar liya.



Archana – ” Utho naa Yash.. Bahut der ho gayi.. Jaldi se nahalo.. Niche sab raah dekh rahe hoge. ”



Yash – ” To dekh ne do naa.. Muje to bas aaj apni pyari biwi ko dher sara pyaar karna hai.. ” 



Archana use rokte huve – ” Abhi nahi.. Baad me..  ”



Yash – ” Baad me kab ?. ”



Archana – ” Muje nahi pata ”



Yash – ” Thik hai.. Mat batao.. Magar ek badhiya sa taufa luga tumse.. Aaj Raat ko..  ”



Yash uske hathon ko chum ne laga.. Archana mann hi mann uski baato pe Vyangta se hasi.. Wo bakhubi janti thi ki Yash ke Lund ( sorry lulli ) me kitna dam hai.. Khud to 2 stroke laga ke out ho jayega.. Aur Archana ko sari Raat dahakti aag me jonk jayega.. Phir bhi wo aaj ke din sab kuch bhulakar Yash ko khush rakhna chahti thi.



Dono hi phir taiyar hoke niche aa gaye.. Yash ne apne mata pita ke pair chuve aur ashirwaad liya.. Sab log aaj bahut khush the.. Haweli me aaj bahut khusnuma mahol tha.. Bhanupratap aur Manjuladevi ek laute chirag ka aaj Janamdin jo tha.



Subah sab log nasta karke Mata ke Mandir Darshan ke liye nikal gaye.. Vaha Yash ke lambe ayushya aur Business me badhoti ke liye Puja karvayi.. Archana bhi aaj uske sath thi.. Mandir me Darshan karke wo log vapas nikle.. Archana ko Kaamrati devi ke darshan karne ka bahut mann ho raha tha.. Par apni saas ki vajah se usne apni iccha mann me hi daba di.



Shaam ko Haweli ke pichlewale Garden me ek bahut bada function rakha gaya tha.. Jo Bhanupratap ne khass apne bete ke Janamdin aur Bahu ke aane ki khusi me rakha tha.. Aaspas ke Gaon ke bade bade Jamindaar log aur Sarpancho ko nyota diya gaya tha.. Function ki sajavat ke liye khass saher se orcastrawale, Mandap – Lightingwalo ko bulaya gaya tha.. Pura Garden ko roshni se jagmagat kar diya.






Archana aur Yash dono khubsurat jode taiyar hoke niche Garden me aa gaye.. Dhire dhire sab mehmaan aane lage.. Jinke swagat Bhanupratap aur Manjula Kar rahe the.. Shanta mehmano ki seva me lagi thi.. Ek bahut bada stej tha jaha Archana aur Yash khade the aur ek ek karke sab mehmano ko mil rahe the aur janpehchan kar rahe the.. Sab log Yash ko badhaiya aur taufe de rahe the.




Ek bada sa cake unke liya banvaya tha.. Yash ne apna Birthday cake kata aur phir sab log party enjoy karne lage.. Khana pina.. Nach gaana.. Sab ne bahut enjoy kiya.



Karib 12.30 baje tak Function chala.. Phir dhire dhire ek ek karke sab log nikalne lage.. Karim gate ke pe khade khade sab ke jane ka intejaar kar raha tha.. Karib 1 baje tak sab log jaa chuke the.. Phir Usne Gate bandh kiya aur Garden ki sari batiya bujake wo bhi sone chala gaya.. Sab thak chuke the.. Bhanupratap aur Manjula apne kamre me sone ke liye chale gaye.. Archana bhi Yash ke sath apne kamre me ja rahi the ki usne shanta ko kitchen me kaam karte dekha.



Archana – ” Yash tum kamre me jao.. Mein abhi aati hu..  ”



Yash – ” kyo kya huva?. ”



Archana – ” Wo mein jara Shanta ko kaam nibtane me thodi si help kardu.. Bichari kab se akeli kar rahi hai.. Tum jao.. Mein bas abhi aayi. ” 



Yash – ” Ok.. Par Jaldi aana.. Yaad hai naa.. Mera Taufa abhi baki hai.. ” yash ne aankh marte huve kaha.. Archana muskurayi aur isharo se jane ko kaha.



Yash kamre me chala gaya.. Archana niche kitchen me aayi.. Shanta ek plate me kuch khana paros rahi thi.. Archana ko hairani huvi.



Archana – ” Are Shanta.. Ye Kya kar rahi ho.? ”



Shanta – ” Are choti malkin aap!. Kuch nahi bas ye khane ki plate taiyar kar rahi thi. ”



Archana – ” Iss waqt?.. Magar Kiske liye ?.. Kya tumne abhi tak khana nahi khaya ?. ”



Shanta – ” Are nahi nahi.. Mene to kab ka khaa liya.. Ye to Mein Karim bhaijaan ke liye taiyar kar rahi thi. ”



Archana – ” Kyo ?. ”



Shanta – ” Wo darasal bade malik ne kaha tha ki sab mehmano ke jaane ke baad Karim bhaijaan ko bhi khana bhijva diya jaye.. Isliye mein unhe dene jaa rahi thi. ”



Archana – ” Magar itni der raat ko ?.. Ye bhi koi waqt hai kisi ko khana dene kaa?. ”



Shanta – ” Mein janti hu Choti Malkin.. Par mein bhi kya karti.. Bade Malik ka yahi hukum tha. ”



Archana – ” How Shame..!. Kitne sharm ki baat hai.. Chii.. Unki umra to dekho.. Pura din Kitna Sara kaam karte hai wo.. Aur unhe hi abtak bhukha rakha.. Soo ridiculos..” 



Archana ne gusse se palat kar unke kamre ki aur dekha aur mann hi mann badbadayi ( ” Jahil Log ” )



Shanta – ” Aa.. Aap.. Naraj na hoiye choti malkin.. Ye to hota rehta hai.. Aap jake aaram kijiye.. Mein abhi unhe khana deke aati hu. ”



Archana – ” Nahi Shanta.. Tum yaha ka sab kaam nibtao.. Khana lekar mein jaugi. ”



Shanta ko ajib laga.. Par Archana ka hukum tha isliye khane ki thali use dedi aur khud kitchen me chali gayi. 



Archana khana leke Karim chacha ke chote se Room ki aur chal di.. Bahar thandi hawa chal rahi thi.. Garden ko paar karke wo uske Room tak pahuchi.. Darwaja bandh tha.. Archana ne socha kahi Karimchacha so to nahi gaye hoge!. Room ke baju me ek choti si khidki thi.. Archana ne socha ek baar andar jaak ke dekhle ki wo jaag rahe hai ki nahi.



Wo Khidki ke pass gayi aur andar jaak ke dekha.. Samne ek chota sa Bistar tha aur Karim uspe leta tha.



Magar ye kyaaaa..!



Archana ne jo dekha.. Use apni aankho pe yakin nahi huva..






Karim Bistar pe pura nanga leta huva tha.. Aur takiye ko apni chati pe kaske pakde huve tha.. Aur halki siskariya bhar raha tha. 



Archana use ektas dekh rahi thi.. Andar ki halki roshni me uska kala saand jaisa badan chamak raha tha.. Archana kisi putle ki tarah hath me khane ki thali liye uski harkato ko dekh rahi thi.



Karim ka gattha sharir dekhte huve achanak hi Archana ka dhyan uski kamar ke niche chala gaya.. Jo usne dekha.. Dekhte hi uski to aankhe choguni ho gayi..  Usne apna ek hath munh pe rakh liya.



– ” Baap re.. Ye kyaa.. Karim chacha ka Itna Bada..!. ”







Karim ka 8” ka safed baalo ke bich ghera huva Musal LUND iss waqt puri tarah tana huva tha.. Archana ko to aankho pe yakin nahi huva.. Wo ek baar palat gayi.. Phir vapas andar dekha.. Karim takiye ko masal raha tha aur apne lode ko bhi masalne laga.



Uska Ghode Jaisa Lund dekh Archana ke sharir me ek current sa daud gaya.. Karim apne bina chamdi wale Lode ko upar niche kar raha tha.. Jisse uska laal topa saaf najar aane lagta.



Archana ki saas tej chalne lagi.. Wo Garm hone lagi.. Mard ka wo bada hota hai ye to pata tha use.. Magar itna Bada..!. Jaise koi Hathoda.. Archana ke andar kuch hone laga..  Uski chut me sekdo chitiya daudne lagi.. Karim Ka Mardana aang dekh usne apne hotho ko chaba liya.






Ab usse vaha aur khada nahi raha jaa raha tha.. Wo darwaje ke pass gayi aur dhire se darwaja khatkhataya.. Itni Raat ko kaun ho sakta hai ye soch Karim jaldi se apne kapde thik karne laga aur darwaja khola.



Samne Archana ko dekh ek pal wo hairan hi reh gaya.. Jiske hasin sapne dekh wo apne Lode ko abhi masal raha tha.. Wo uske samne khadi thi.. Karim ko iss tarah ghurta dekh Archana sharma gayi.PART – 10


Archana ne Yash ko bataya ki agle hafte uski Best Friend Rita ki Goud-bharai hai.. Aur usne dono ko invite kiya hai.. Par Yash ne bataya ki use to agle hafte ek bahut badi business tour pe jana hai.. Isliye wo to nahi aa sakta.. Archana mayush ho gayi.



Yash apne business kaam me itna ulaj gaya ki wo Archana ko pura waqt bhi nahi de pata tha.. Archana andar hi andar Kaam vasna ki aag me jalti rahi.



Ek hafta gujar gaya.. Archana ne apna saman pack kar liya tha.. Yash to business tour pe janewala tha.. wo bhi pure ek hafte tak.. isliye uska saman thoda jyada tha.



Archana – ” Yash tum bhi chalo na sath.. Ek din ki hi to baat hai.. Phir tum vaha se sidha chale jana. ”



Yash – ” Aisa nahi ho sakta baby.. Muje kal subah hi nikal na padega. ”



Archana – ” Itni jaldi kyo?.. Hum to parso nikalnewale hai naa.!.”



Yash – ” Sorry tume batana bhul gaya par parso ko sari flights book hai isliye muje ek din pehle hi nikal na padega. ”



Archana – ” To mein kaise jaugi ? ”



Yash (sochte huve) – ” haa ye bhi hai.. Ek kaam karte hai.. Mein Karimchacha ko bol deta hu.. Wo tume le jayege. ”



Archana – ” Kya.!. Karimchacha?.. Par wo kaise aa sakte hai? ”



Yash – ” kyo?.. Isme kya problem hai ?.. Karimchacha to apne hai.. To unke sath jane me kya harz.!. Bhul gayi hamare honeymoon pe vahi to airport tak chhodne aaye the. ”



Archana – ” wo sab to thik hai par.. Akele unke sath jana.. ”



Yash – ” offfhhoo.. Tum bhi na bahut sochti ho.. Karimchacha acche bharose ke aadmi hai.. Tum befikar jao.. Agar kisi chij ki jarurat ho to bejijak bol dena.. Wo sab kaam kar dege. 



Archana – ” Thik hai.. Jaisa tum thik samjo. ”



Yash – ” Good girl..” bolte huve Yash ne Archana ko banho me bhar liya aur kiss karne laga.. Archana kasmasane lagi.



Archana – ” Chhodo naa.. Kya kar rahe ho.. ”



Yash – ” Are Pyaar kar raha hu apni janeman ko.. Ab to pure hafte tak akele rehna padega.. To kyo naa aaj raat thoda maja karlu. ”


Archana kuch boli nahi.. Chupchap Yash ka sath dene lagi.. Uss bichari ko to ab iski aadat si pad gayi thi.. Aur janti thi ki Yash ka pyaar kabhi bhi uski Pyass nahi buja payega.. Yash pagalo ki tarah uske hotho ki laali chus raha tha aur namardangi bhare dhakke laga raha tha.



Niyati ye najara dekh  jor jor se Yash pe hasne lagi.

(Ha.ha.ha.ha.ha.. Chus le lalla.. Chus le.. Aaj jitna dil chahe utna chusle.. Kyoki bahut hi jald inn Madhur Hotho ka Raspan koi aur karnewala hai.. Apne hotho ko uske hotho se milake uspe apna adhikar siddh karnewala hai.. Kale Khurdure hi sahi Par teri aurat ki pyass buja dene wale.. Yun samaj teri hasin raate ab kisi aur ke naam honewali hai.)






Dusre din Yash nikal gaya.. Jate jate Yash ne Ghar me sab ko bata diya ki Archana ko uski dost ki yaha Goud-bharai ki Rashm me jana hai..  Isliye Karim usko saher uski dost ke vaha le jayega.. Karim Haweli ka vafadar naukar tha isliye kisi ne apati nahi jatayi.. Yash ne Karim ko bhi ye baat bata di.. Karim ye baat sunke bahut khush huva aur Yash ko bola ki wo jara bhi fikra na kare.. Wo ChotiMalkin ko bade acche se le jayega.



Iddhar kamre me Archana apna bacha kucha saman pack kari thi.. Kal usko Karimchacha ke sath akele jana hai Ye baat soch kar use andar hi andar kuch kuch ho raha tha.. Wo sara kaam complete karke soyi par nind nahi aayi.. use uss Raat ki ghatna yaad aa gayi jab usne chupke se Karimchacha ka Musaldar Lund dekha tha.



Aahhhhh.. Kitna bada tha wo… Ssssssss..



Archana karvate badalne lagi.. Bahut try ki sone ki par Karimchacha ka lund use sone nahi de raha tha.. Wo beth gayi.. Kamre me ghumne lagi.. Par kuch adar nahi huva.. Archana ne socha kyo naa thoda sa naha le sayad nind aa jaye.



Wo bathroom me chali gayi.. Bathtub ka shower on karke wo usme utar gayi.. Par kehte hai naa ki aag ko jyada bhadkane ka kaam hawa karti hai thik vaise hi bathtub ka thanda pani uski kaamagni ko shant karne ke bajaye use aur bhadka diya.



Archana ne apni aankhe bandh karli.. Karimchacha ka Lund ek baar phir uski bandh aankho ke samne tairne laga.. Wo pani ke andar hi garm hone lagi.. Uska hath apne ek boobs pe chala gaya aur use masalne lagi.. Uski chut me kuch kuch hone laga.. Wo apni tango ko apas me ghisne lagi.. Aise hi aise uska hath apni chut pe chala gay aur wo use ragadne lagi.






Aahahhhhh..sssssss.. Mithi siskariya bathroom me gunjne lagi.. Archana khud ko mastrubate karne lagi.. Apni chut ko jor jor se rub karne lagi.. Use bahut maja aane laga.. saas tej chalne lagi.. Apne najuk hotho ko chabane lagi.. Aur jab uski chut ne pani choda to wo jor se chikh padi.



Aaahhhhh… FUCK ME…. 



Wo nidhal ho gayi.. Aur kuch der aise hi padi rahi.. Pani me uska Virya tairne laga.. Par wo santust nahi huvi.. Wo bichari mayush ho gayi.. Kaas agar Yash ka aisa hota to yun bathtub me khud ko shant na karna padta.



Archana nahake gown pehnke so gayi.. Kal subah usko jaldi nikalna tha.. Par wo ye nahi janti thi ki kal ki subah uski jindgi me ek naya ujala lanewali thi.



Dusre din subah jaldi uth nahake fresh hoke kamre me mast taiyar hone lagi.. Ek behad hi khubsurat saree nikali aur pahenne lagi.. Half sleeve blouse.. Gale me sone kaa haar.. Hatho me chudiya.. Kano me jumke.. Mathe pe tika.. Aankho me kajal.. Hotho pe lipstic.



Khud ko jab aayne me dekha to Kayamat lag rahi thi.. Upar se uski bhari bhari chatiya saree me se bhi apna wajood dikha rahi thi.. Archana sharma gayi.



Taiyar hoke wo niche chali gayi.. Uske saas sasur tab tak jaag chuke the aur Shanta bhi aa chuki thi.. Khane ke table pe sabne eksath nasta kiya.. Shanta upar gayi aur Archana ka sara saman leke niche aa gayi. 



Archana jane ko taiyar thi.. Usne apne saas sasur ke pair chuke ashirwad liye aur bahar chal di.. Karim vaha car leke khada uski raah dekh raha tha.. Jaise hi usne Archana ko dekha wo ektas dekhta hi reh gaya.. Aaahhhhh… Kitni khoobsurat lag rahi thi wo mano kisi Jannat ki noor.. Archana ne bhi Karim ki aur dekha.. Karim bhi aaj acche kapdo me tha.. Usne ek badami rang ka kurta aur paijama pehna huva tha.. Archana ne uski aur dekha aur ek pyari si smile di.. Karim ne bhi vahi kiya.






Shanta ne sara saman dikky me rakh diya.. Bhanupratap ne Karim ko sambhal kar jane ko kaha.. Aur phir wo dono safar pe nikal pade.



Karim gadi badi aram se chala raha tha.. Archana piche ki sit pe chupchap bethi thi.. Kabhi mobile dekhti to kabhi bahar ka najara.. Par andar andar kuch kuch ho raha tha.. Dono hi chup chap bethe the.. Dono me se koi baat nahi karta tha..  bich bich me Karim mirror se usko dekhta.. Archana bhi kabhi use dekhti aur najare ghuma leti.. Wo bahut hi sharma rahi thi.. Karib 1.30 ghanta bit gaya.. Abhi saher pahuchne me bahut der thi.. Archana ab thodi bore hone lagi.. Usne socha kyo na thodi si baat chit ki jaye.. Thoda time spend ho jayega.



Archana – ” ammm.. Karimchacha.. Aur kitna waqt lagega saher pahuchne me. ”



Karim – ” abhi karib 2 ghante to lag hi jayege choti malkin.. Agar kuch kaam ho to batayiye. ”


Archana – ” Are nahi nahi.. Aap chalate rahiye.. ”


Kuch der dono aise hi chup rahe.. Archana ne vapas baat shuru ki.



Archana – ” Karimchacha.. Agar aitraaz na ho to ek baat puchu?. ” 



Karim – ” Ha.. Ha.. Puchiye na Choti Malkin.. ”



Archana – ” Aap Haweli me kitne barso se kaam kar rahe hai.?. ”



Karim – ” Bachpan se choti malkin.. Mere abba huzur bhi isi haweli me kaam karte the. ”



Archana – ” kya aap pehle se hi iss haweli me reh rahe hai? ”



Karim – ” Nahi choti malkin.. Pehle mere baap dada ka gaon me ek bahut bada Ghar bhi tha.. Magar barso pehle sukha padne ki vajah se ghar baar sab bik gaya.. Mere Maa to bachpan me hi allah ko pyaari ho chuki thi.. Mere abba huzur akele the meri dekhbhaal ke liye.. Koi ashra na tha.. Phir aapke dada sasur yani bade malik ke pitaji ne hame Haweli me rehne ka ashra diya.. Tab se hum vahi reh rahe hai.. Aur haweli ki dekhbhal kar rahe hai.. Pehle mere abba huzur aur ab mein. ”



Karim bich bich me baat karte karte shishe me Archana ki khoobsurati ko nihar leta.. Archana ka sundar yovan usko ghayal kar raha tha.. Jab bhi wo use dekhta uske paijame me kuch kuch hone lagta.. Kabhi usko lagta ki ye galat hai.. Archana uski beti ki umra ki hai.. Par uski Dahekti kaya Karim ke Mardane badan me Vasna ka sanchar karne lagti.. Akhir tha to wo ek Mard hi.



Archana – ” kya aapka koi aur pariwaar nahi hai?. ”



Karim – ” Nahi Choti Malkin.. Sirf mein aur mere abba huzur do hi the.. Mere abba ki sari jindgi to meri aur iss haweli ki dekhbhal me chali gayi.. Jab me 28 saal ka tha tab wo bhi chal base.. Tabse mein akele hi unki jagah iss haweli ki seva karta chala aa raha hu. ”



Archana – ” To kya aapne ab tak kisi se Saadi nahi ki?. ”



Karim (thoda haste huve) – ” Saadi aur mein?. Muj jaise Garib se kon saadi karta choti malkin..! Naukar hu.. Na khud ka Ghar na koi thikana.. Kon mere jaise ka hath thamta.. muje apnata.?. ”



Archana ko bahut dukh huva Karim ki baat sunke.. Use Karim se hamdardi hone lagi.. Par tabhi achanak uske andar se ek awaj nikal aayi.



”” MEIN APNAUGI KARIMCHACHA APKO.. MEIN APNAUGI.. MEIN THAMUGI AAPKA HATH.. SARI JINDGI.. SARI UMRA.. AAP HI KI BANKE RAHUGI.!. ””



Phir achanak Wo hosh me aa gayi.. Ek pal to wo soch me pad gayi ki ye kaisa khayal aa gaya mere jahen me.. Mein Aur Karimchacha ke sath.?. Nahi nahi.. Aisa nahi ho sakta.. Sayad galti se aisa khayal aa gaya mere dimag me.. Muje aisa nahi sochna chahiye.. Usne phir aage pucha.



Archana – ” Bada dukh huva ye sunke Karimchacha. ”



Karim – ” Isme dukh ki kya baat Choti Malkin.!. Sayad meri takdir me yahi likha tha. ”

Leave a Comment